Skip to main content

Posts

Best android user tips (must read)

1.One Click Se Apne Android Mobile Ki Space Free Kare Agar aapke pas 4gb,8gb ya 16gb ka memory card hai.Fir bhi zyada files hone ke karan aapke mobile ki space full ho jati hai toh aise vaqt me kya kare ki aapko kuch delete nhi na karna pade or aapke mobile ki space bhi free ho jaye.Iske liye aap diye hue steps ko follow kare. Open File Manager >> Select  Android  Named Folder >>And  Delete Android  Folder. NOTE : Is Trick me dyaan rahe ki sirf android naam ka folder hi delete karna hai.Verna koi or File bhi delete ho jayegi. 2.Baar-Baar Mobile Hang Ho Toh Kya Karna Chahiye Agar aap apne android mobile me kuch use kar rahe hai or baar baar aapka mobile hang maar raha hai.Toh sabse pehle Home par aa jaiye.Fir Sare  Application Close  kar dijiye.Ab Task Manger  Me jake  Clear Ram  par Click kar de.Ab aapka mobile hang hona band ho jayega. 3.Mobile Me Image Size Kaise Kam Kare Taki Hamari MBs Bach Sake Jo Android mobile ke camera 5mp ya 8mp hai.Agar use aa